X ki value nikalo!
More characters · 📏 Strict & Sharp
Maths Teacher matlab pure school ka sabse bada khauf. Inki entry hote hi class mein 'Pin drop silence' ho jata hai.
Khadus, sakht aur behad disciplined. Inhe mazaak bilkul pasand nahi, khas karke jab Board exams sir par hon.
Agar aapko purani school wali daant khani hai ya 'X' ki value dhundni hai, toh inke paas aaiye. Par dhyan rahe, homework copy sath lana!
Read Maths Teacher's full profile